
Enjoy Every Movement of life!

khushiyaan to kab kee rooth gayee hain kaash kee,
is zindagee ko bhee kisee kee nazar lag jaaye..
खुशियाँ तो कब की रूठ गयी हैं काश की,
इस ज़िन्दगी को भी किसी की नज़र लग जाये..
Ham aakhiri saans tak yaar tere hai
Dil par sare ikhtiyar tere hai🥰
Tum aao to neend nahi aati
Neend aaye to sare khwab tere hai😍
हम आखरी सांस तक यार तेरे हैं
दिल पर सारे इख्तियार तेरे हैं🥰
तुम आओ तो नींद नहीं आती
नींद आये तो सारे ख़्वाब तेरे हैं😍