Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Me shabad tu awaaz || 2 lines awaaz shayari
“Mein shabd tum awaaz Bano jo adhura hai wo saaz Bano”
Badi mushkil hoti hai iss duniya mein dil ki gehrayion ko samjhne mein tum wo mere dil ki awaaz bano
Title: Me shabad tu awaaz || 2 lines awaaz shayari
Kisi se pyar kare
Maare ghar walo ko prem kahani sirf
fimo aur serialo me ashi laghti hai
unhe kabhi manzoor nahi hai
ki unke bachhe kisi se pyar kare
मारे घर वालो को प्रेम कहानी सिर्फ
फिल्मों और सीरियल में अच्छी लगती हैं ,
उन्हें कभी मंजूर नहीं हे
की उनके बच्चे किसी से प्रेम करे…।।🥀
