mohabbat ke baad mohabbat mumakin to hai,
par toot kar chaahana sirph ek baar hota hai…
mohabbat ke baad mohabbat mumakin to hai,
par toot kar chaahana sirph ek baar hota hai…
Achanak se gayab ho jauga main,
Khayalon mein chhupa hua hoon kahin.
Dil se juda, anjaan rahoon,
Yaadon mein basa hua hoon kahin.
Raat bhar chandni se roshan hokar,
Sitaron mein bikha hua hoon kahin.
Tere khwabon mein kho jauga main,
Aankhon mein basa hua hoon kahin.
Hawaon mein leharata hua,
Zindagi se juda hua hoon kahin.
Achanak se gayab ho jauga main,
Magar teri yaadon mein bana hua hoon kahin.
Waqt Mile To Yaad Karte Ho, Dil Karta Hai To Baat Karte Ho,
Ek Zamana Tha Jab Hamare Bina Ek Pal Bhi Nahi Reh Sakte The,
Par Ab To Ek Zamane Ke Baad Sirf Pal Bhar Ke Liye Yaad Karte Ho!