Mohabbat ne hume kya se || hindi shayari was last modified: February 18th, 2024 by swati singh
Enjoy Every Movement of life!
Ilham mera tu hi hai
Har kaam mera tu hi hai
Har savera aur shaam meri tu hi hai
Aur pyaar mein marne ki baat karte hain log aksar, Mai shaan se jeena chahta hu toh,
Woh shaan meri Tu hi hai💕
Mohobbat hai ya nasha tha jo bhi tha kmaal tha
Rooh tak utarte utarte jism ko khokhla kar gya🍁
मोहब्बत है या नशा था जो भी था कमाल का था
रूह तक उतारते उतारते जिस्म को खोखला कर गया🍁
