Skip to content

Mohabbat nibhaye ja rahe hain || two line hindi shayari

Apni mohabbat ko kuch is tarah nibhaye ja rahe hain
vo galatiyan karte hain
hum unki galtiyon ko bhulaye ja rhe hain 🙌🥀

अपनी मोहब्बत को कुछ इस तरह निभाए जा रहे हैं
वो गलतियां करते हैं
हम उनकी गलतियों को भुलाए जा रहे हैं 🙌🥀

Title: Mohabbat nibhaye ja rahe hain || two line hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sache dil se || Urdu Ghazal or Shayari

BADAL JAATI HAIN TAQDEER BHI SAATH LAKEERON KE HAQUIQAT HAIN

PHAILA KAR HAATH SAAMNE RAB KE SACHCHE DIL SE AANSU BAHAA KAR TO DEKHO

بدل جاتی ہیں تقدیر بھی ساتھ لکیروں کے حقیقت ہیں
پھیلا کر ہاتھ سامنے رب کے سچّے دل سے آنسوں بہا کر تو دیکھو

Title: Sache dil se || Urdu Ghazal or Shayari


tainu pyar karde haan || Love Punjabi shayari 2 lines

Akhan meech ke tera aitbaar karde haan
hun likh ke de dayiye ke tainu pyar karde haan

ਅੱਖਾਂ ਮੀਚ ਕੇ ਤੇਰਾ ਐਤਬਾਰ ਕਰਦੇ ਹਾਂ ,
ਹੁਣ ਲਿਖ ਕੇ ਦੇ ਦਇਏ ਕੇ ਤੈਨੂੰ ਪਿਆਰ ਕਰਦੇ ਹਾਂ ।

Title: tainu pyar karde haan || Love Punjabi shayari 2 lines