Skip to content

Mohobbat ho gayi hai unse || love hindi shayari || two line shayari

Haan mohobbat ho gyi hai unse unhe kaise bataye 🙈
Tareef karein sajda karein ya fir seene se lagaye…😍😍

हां मोहोब्बत हो गई है उनसे उन्हें कैसे बताए🙈
तारीफ़ करें सजदा करें या फिर सीने से लगाए…😍😍

Title: Mohobbat ho gayi hai unse || love hindi shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mera adhuri mohabbat

Agar hoti koi keemat tumhe paane ki toh khudko bechkar bhi tumhe paa lete

Magar tum mohabbat ho kare kya zid hoti to yuhi lade kya ❤️

Title: Mera adhuri mohabbat


Khud ko hi kho diya || hindi 2 lines fanah shayari

Dhoondne chale the shaksh ki mohobat
khud ko hi kho diya uski chahat me

ढूँढ़ने चले थे एक शख्स की मोहब्बत,
खुद को ही खो दिया उसकी चाहत में…

Title: Khud ko hi kho diya || hindi 2 lines fanah shayari