Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Fursat nahi || Hindi shayari
Tanhai aur dard ka aalam tum kya samjhoge
Tumhe to ashq bahane se fursat nahi
Kisi ke dil ki halat tum kya samjhoge
Tumhe to ilzaam lagane se fursat nahi ✌️😕
तन्हाई और दर्द का आलम तुम क्या समझोगे,
तुम्हे तो अश्क बहाने से फुर्सत नहीं।
किसी के दिल कि हालत तुम क्या समझोगे,
तुम्हे तो इल्जाम लगाने से फुर्सत नहीं।✌️😕
Title: Fursat nahi || Hindi shayari
Kya Mila Hume Barbad Karke || sad alone shayari
Bahut Roya Hai Dil Unhe Yad Karke
Kuch Na Mila Rab Se B Fariyad Karke
Wo Keh Gaya Mai Na Dunga Sath Apka
Koi Puche Unhe Kya Mila Hume Barbad Karke
