Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
yeh duniyaa hame gawara Shayari
Yeh duniya hume gawara nahi hai
Ab tu humara sahara nahi hai
Tu dekhti in ankhon mein ki
Ab inke bin guzara nahi hai
Bhut dil tode hain jinke lie ….
Ab voh shakhs bhi humara nhi hai
Title: yeh duniyaa hame gawara Shayari
Khade hai hum bhi vahi🫰|| sad hindi shayari
Agar sahi tum to galat hum bhi nhi Aage badhe tum nhi to khade hain hum bhi vhi🍁
अगर सही तुम तो गलत हम भी नही। आगे बढ़े तुम नही तो खड़े हैं हम भी वहीं 🍁
