Skip to content

Mohobbat naal lai k challa ❤️|| girls love Punjabi shayari || Punjabi status

Mein alag khayalan di kudi
Mohobbat naal lai ke challa..!!
Kaha ohnu rabb te tu ikk hoye
Ohnu jhuth laggan meriyan gallan..!!

ਮੈਂ ਅਲੱਗ ਖ਼ਿਆਲਾਂ ਦੀ ਕੁੜੀ
ਮੋਹੁੱਬਤ ਨਾਲ ਲੈ ਕੇ ਚੱਲਾਂ..!!
ਕਹਾਂ ਉਹਨੂੰ ਰੱਬ ਤੇ ਤੂੰ ਇੱਕ ਹੋਏ
ਉਹਨੂੰ ਝੂਠ ਲੱਗਣ ਮੇਰੀਆਂ ਗੱਲਾਂ..!!

Title: Mohobbat naal lai k challa ❤️|| girls love Punjabi shayari || Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kam hi lagta hai || Sad Shayari

जो ज़ख्म देता है मरहम उसी का काम है

लोग कितना ही मरहम क्यों न लगा दे कम ही लगता है

Title: Kam hi lagta hai || Sad Shayari


Waqt || waqt hindi shayari

Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai

Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai

Yeh kisika nahi hai gulam

Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram

Sab iske ishare par chalte hain

Jin hone manaa kiya woh jalte hain

Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai

Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai

Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai

Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai

Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai

Title: Waqt || waqt hindi shayari