Mohabbat ne kya khub karwat badli
Ab Farak usse bhi nahi padta aur yaad hme bhi nahi aati…🥀🥀🥀
मोहोब्बत ने क्या खूब करवट बदली
अब फर्क उन्हें भी नहीं पड़ता और याद हमें भी नहीं आती…🥀🥀🥀
Mohabbat ne kya khub karwat badli
Ab Farak usse bhi nahi padta aur yaad hme bhi nahi aati…🥀🥀🥀
मोहोब्बत ने क्या खूब करवट बदली
अब फर्क उन्हें भी नहीं पड़ता और याद हमें भी नहीं आती…🥀🥀🥀
dilo jaan se karenge hifaazat teree,
bas ek baar too kah de ki, main amaanat hoon teree…
दिलो जान से करेंगे हिफ़ाज़त तेरी,
बस एक बार तू कह दे कि, मैं अमानत हूं तेरी…
jaane anjane mai mile the hum tumse
koi irada nahi tha dillagi karne ka
fir jab kari dillagi tumse
toh irada nahi tha tumse dur jaane ka
ki yaad hai mujhe vo har lamha
jo humne sath bitaya hai
kuch haseen pal kuch rangeen shamein sath bitaye jo saal tumne
kya tumhara irada tha humko chodd jane ka
shuruaat toh aksar sabhi rishto ki sahi hoti hai
lekin har kisi mai vo dum nahi rishta nibha jaane kaa….😇