Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
naseebon ke khel || Juda Hindi shayari
naseebon ke khel bhee ajeeb hote hain,
pyaar mein aansoo hee naseeb hote hain,
kaun hona chaahata he apanon se juda,
par aksar bichhadate hain vo jo kareeb hote hain…
नसीबों के खेल भी अजीब होते हैं,
प्यार में आंसू ही नसीब होते हैं,
कौन होना चाहता हे अपनों से जुदा,
पर अक्सर बिछड़ते हैं वो जो करीब होते हैं…
Title: naseebon ke khel || Juda Hindi shayari
jo kabhi khatam na hua karti thi Baaten
Jo kbhi khtm na hua krti thi Teri baatein!!
Aaj unhi baato ko yaad krke kat rha hu mai apni raate…
Tere aane se pehle Zinda tha lekin fr zindagi ban gyi thi tu meri!!
Jate jate dil hi nhi sanse bhi le gyi thi tu meri…
Mujhe khud se juda hue beet gya hai zamana!!
Kisi se bhi puch le aaj bhi bnkr ghumta hu mai tera deewana..
