Skip to content

Mohobbat se haare || Urdu Ghazal or Shayari

MUQADDAR SE BHI IS QADAR HAARE HUE HAIN HUM KE BAS…….

OR WO HAMAIN ISI DAULAT SE MAALAA MAAL SAMAJH BAITHAIN HAIN

مقدّر سے بھی اس قدر ہارے ہوئے ہیں ہم کہ بس۔۔۔۔۔۔۔۔
اور وہ ہمیں اسی دولت سے مالا مال سمجھ بیٹھے ہیں

Title: Mohobbat se haare || Urdu Ghazal or Shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kabhi kabhi sochta hu || hindi 2 lines shayari

Main kabhi kabhi ye sochta hu agar aap na hoti to kya hota
lekin itna janta hu main khush hota.

Title: Kabhi kabhi sochta hu || hindi 2 lines shayari


Dua karte karte || hindi shayari || love shayari

Mujhe apne dil se juda karte karte,
Vo roya bhut ye faisla karte karte🙌
Mulakaat ka koi rasta nikalo,
Zuban thak gyi hai dua karte karte🙏

मुझे अपने दिल से जुदा करते करते,
वो रोया बहुत ये फैसला करते करते 🙌
मुलाकात का कोई रस्ता निकालो, 
जुबां थक गई है दुआ करते करते!🙏

Title: Dua karte karte || hindi shayari || love shayari