Skip to content

Mohobbat shayari || hindi love shayari

कहाँ किस दर्ज़ा मुक़ाबिल हैं कमल उनके।
उनके बड़े हर्फ़ों के बराबर तो हम हर्फ़ तक नहीं रखते।
यहाँ तक है एहतराम ए मुहब्बत हमारा।
वो 5.4 फीट की हैं तो हम भी झुक के चलते हैं।❤️🙈

Title: Mohobbat shayari || hindi love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


tum guzar jao || One sided love Shayari

tum guzar jao khareeb se
woh bhi kese mulaqaat se kam nhi
tera diya huya gamm bhi hume kese inam se kam nhi

Title: tum guzar jao || One sided love Shayari


Akele raste || raaste shayari hindi

Kbhi kbhi raste rukne ke hote h
Kon kehta h piche mud ke na dekh
Piche mud nazar utha
Un chehron ko dekh jinme jhuriya jhalak rahi h 
Ankhen Taras rahi h
Sicha h jisne tujhe Umar bhar
Woh hath uth rahi h
Dil mein bas jiske dua h
Woh paaon badh rahi h
Tham le hath un Kapti hathon ka
Jo tujhe banane ke liye khud ko Khote h
Kbhi kbhi raste mudne ke hote h
Kbhi kbhi raste rukne ke hote h
 

Title: Akele raste || raaste shayari hindi