Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hindi shayari || dard shayari
Dard bankar dil mein chupa kon hai
Reh reh kar ismein chubhta kon hai
Ek taraf dil hai aur ek taraf aayina
Dekhte hai is baar pehle toot ta kon hai💔
दर्द बन कर दिल में छुपा कौन है,
रह रह कर इसमें चुभता कौन है,
एक तरफ दिल है और एक तरफ आइना,
देखते है इस बार पहले टूटता कौन है💔
Title: Hindi shayari || dard shayari
Kya use naseeb bna lu || Hindi shayari
Andhere me ek ummid dikhi h…
Kya use jine ka sahara bana lu..
Kisi mod pe ummid tut na Jaye..
Kya use apna nasib bana lu…❣️
