Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Gal launa ghutt ke tenu mein || love punjabi status || true love Intezaar shayari

Samjh na aawa menu mein..!!
Jad mile ta akh Nam kar lwa
Gal launa ghutt ke tenu mein..!!
Title: Gal launa ghutt ke tenu mein || love punjabi status || true love Intezaar shayari
Ishq bimari || love shayari || hindi shayari
Na dwa se na daru se, mera zakham ab bhar sakta hai..
Koi vaid na koi kaadha, mujhe ab thik kar sakta hai..
Mein ishq bimari ki ek aisi had par hoon dosto..
Ke is bimari mein dooba hua, ye jisam ab sirf mar sakta hai..🙃❤️
ना दवा से ना दारू से, मेरा ज़ख्म अब भर सकता है..
कोई वैद ना कोई काढा, मुझे अब ठीक कर सकता है..
मैं इश्क बिमारी की एक ऐसी हद पर हूं दोस्तों..
के इस बीमारी में डूबा हुआ, ये जिस्म अब सिर्फ मर सकता है🙃❤️
