Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Duaa! karta hu || 2 lines love shayari
Ek dua karta hoon khuda tujhse ki, Mohabbat dur le ja mujhse.💔💔
kahin koi Badnaam Na Ho jaaye in hathon se jo dua Karti hai tujhse..🙏🙏🙏
Title: Duaa! karta hu || 2 lines love shayari
Andhere mein sitare || Hindi shayari
Log kehte hai andhere mein akelepan ko dekha hai
Unse kaho ke humne usi andhere mein,
Sitaron ko chamakte huye dekha hai..🍂
लोग कहते है अंधेरे मे अकेलपन को देखा है,
उनसे कहो की हमने उसी अंधेरे मे ,
सितारो को चमकते हुए देखा है..🍂



