When your mood is not good without any reason,
You are definitely missing someone.
When your mood is not good without any reason,
You are definitely missing someone.
Yaad tere kisi khayal ko karne se, dar lagta hai ab mujhe..
Ab nahi yaad karna mein chahta, bura to lagega ye tujhe..
Ye aag teri yaadon ki ab, jala rahi hai bas mujhe..
Bewafa hai tu mehfil mein keh doon, aag dil ki fir bhi na bujhe….💔
याद तेरे किसी ख्याल को करने से, डर लगता है अब मुझे..
अब नहीं याद करना मैं चाहता, बुरा तो लगेगा ये तुझे..
ये आग तेरी यादों की अब, जला रही है बस मुझे..
बेवफा है तू मैहफिल में कह दूं, आग दिल की फिर भी ना बुझे….💔
Uss waqt jaan nikal jaati hai…
jab pyar apna ho…
Aur zikar dusro ka kar raha ho