Don’t be a star in the sky
Be a candle in the dark
Enjoy Every Movement of life!
Don’t be a star in the sky
Be a candle in the dark
Log tut jate hai ek ghar banane me
Tum taras nahi khate bastiya jalane me
Har dhadkte patthar ko log dil samjhte hai
Umr bit jati hai dil ko dil bnane me
लोग टूट जाते हैं एक घर बनाने में
तुम तरस नहीं खाते बस्तियां जलाने में
हर धड़कते पथर को लोक दिल समझते हैं
उम्र बीत जाती है दिल को दिल बनाने में
Kehte he jab koi kisi ko saache dil se yaad karta he,
to aasman se ek taara tut ke girta he.
ek din aesa aayega ki saara aasman khali ho jayega,
aur ilzam hum par lagaya jayega.