Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khubsurti ka intehaa hain tu || love shayari hindi
Tujhe palko pe bithane ko jee chahta hai
Teri baho se lipatne ko jee chahta hai,
Khubsurti ka intehaa hain tu,
Tuje zindagi me basane ko jee chahta hai.
Title: Khubsurti ka intehaa hain tu || love shayari hindi
Kaise dekhu kisi aur ki taraf || love hindi shayari
Kisi or ki taraf nazar kaise karun
unhe jo chahiye uss per to hukumat
tumhari hai… ❤️
किसी और की तरफ़ नज़र कैसे करूँ
उन्हें जो चाहिए उस पर तो हुकूमत तुम्हारी है…❤️
