
Jiwe hawawan di hundi kise udd de prinde naal..!!
Enjoy Every Movement of life!

1.Mushkil se pahuche the hum iss mukaam pe,
par ab to nafrat si ho gyi mahobat ke naam se.
2. kisi ka bhi meri taraf koi hamara nhi,
ek tere bina jindgi mein koi hamara nhi.
3. kese rok paye khud ko iss ilzaam ke baad,
mujhe bhi to neend aayi nhi har raat iss ahsaas ke baad.
Nasha sharab ka hota to shoot bhi jata…
Lat tumhari mohobbat ki lagi hai
Jaan ke sath hi jayegi..!!💗
नशा शराब का होता तो छूट भी जाता….
लत तुमारी मोहब्बत की लगी है
जान के साथ ही जाएगी..!!💗