“Adhure Se Rishto ki khwahish nhi ab mujhe..
kre jo Wajud ko muqammal mere,
wo shaksh chahiye….”
By Nazreen khan…
Enjoy Every Movement of life!
“Adhure Se Rishto ki khwahish nhi ab mujhe..
kre jo Wajud ko muqammal mere,
wo shaksh chahiye….”
By Nazreen khan…
Sanson ke rukne ki kya zaroorat thi “roop”
Maarne ki liye to unki ek nazar hi kaafi thi..!!
सांसों के रुकने की क्या ज़रूरत थी “रूप”
मारने के लिए तो उनकी एक नज़र ही काफी थी..!!
HAMARE MUTABAADIL KI TALAASH HAIN UNHE
HUM SHAKAL TO MIL JAAYE UNHE LEKIN HUM SEERAT NA HO
ہمارے متبادل کی تلاش ہیں انھیں
ہم شکل تو لم جائیں انھیں ہم سیرت نہ ہو