Skip to content

Murd k tu blona nai |punjabi poetry|

Menu pta vappis tu ona nai

Aur mill be gyi kisse bahaneh

te murd k tu blona nai

Menu aas be reh gi tere toh

Per ooh aas da mull tu pona nai

Ehh hassdeh chehere dikhn tennu

Enna haseeya pishe jo

Dard lukkeh ona da mull tu pona nai

Aur mera tere toh door Jana bann da c

Ki mai kinna k najdeek ha tere toh door

hokkeh be

Title: Murd k tu blona nai |punjabi poetry|

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Manzil bhawe naa mile ❤️ || 2 lines status

ਤੇਰੇ ਨਾਲ ਚਲਦਿਆ ਮੰਜਿਲ ਭਾਵੇਂ ਨਾ ਮਿਲੇ, ਪਰ ਵਾਅਦਾ ਰਿਹਾ ਸਫਰ ਯਾਦਗਾਰ ਰਹੂਗਾ |❤️

Tere naal chldiyan manjil bhave na mile, par Wada rhiya safar yaadgaar rhuga |❤️

Title: Manzil bhawe naa mile ❤️ || 2 lines status


Agar Tu Mili Na Hoti

Agar Tu Mili Na Hoti !

Zindagi Kitni Haseen Hoti

Tu Saath Hoti !

Per Zindagi Aur Haseen Hoti

Agar Tu Mili Na Hoti !

Ye Roz Roz Khud Se Sawal Na Hote !

Ye Hari Bhari Zindagi Mein Kisi Ki Kami Khali Na Hoti 

Agar Tu Mili Na Hoti…!

Wahi Awara Man Chale Ladke Hote Hum !

Duniya ke Dour-Bhag se Thakk Ke Lout Ke

Chain Se Maa Ki Godd mein Sote Hum ❤️

Kisi Chij Ki parwaah Nahin Hoti 

Shaamon Mein Cigarette Jali Nahin Hoti 

Nashon Ki Latt Lagi Naa Hoti 

Uzaalo See Darta Nahin Dil Mera 

Bheed Ko Dekh Ke Bechaini Macchi Nahin Hoti !

Sab Sawal Ek Taraf 23 Ki Umar mein Ummar Se Phele Chehre Pe Baraf Uggi Nahin Hoti 

Hum Bhi Auron Ki Tarah Dil Se Haste 

Agar Tu Mili Nahi Hoti.

Title: Agar Tu Mili Na Hoti