Muskurahat ke peechhe ka raaz tum ho,
jo padhti hu roz woh nwaaz tum ho,
gungunati hu jo main khud likh kar,
uske peechhe ki jaan meri awaaz tum ho…..
Muskurahat ke peechhe ka raaz tum ho,
jo padhti hu roz woh nwaaz tum ho,
gungunati hu jo main khud likh kar,
uske peechhe ki jaan meri awaaz tum ho…..
Vo akasar pucha karte the humse kyu batoon ko byaan nhi karte javab agar dete to humari mohabbat par svaal uth jate
वो अक्सर पूछा करते थे हमसे क्यों बातों को बयां नही करते जवाब अगर देते तो हमारी मोहब्बत पर सवाल उठ जाते
