Skip to content

muskurauna zindagi ne || love shayari punjabi status

Muskurauna zindagi ne
tere ton sikhiyaa howega
taa hi shayed hun tak
haase tera hi pakh lainde ne

ਮੁਸਕੁਰਾਉਣਾ ਜ਼ਿੰਦਗੀ ਨੇ
ਤੇਰੇ ਤੋਂ ਸਿੱਖਿਆ ਹੋਵੇਗਾ,

ਤਾਂ ਹੀ ਸ਼ਾਇਦ ਹੁਣ ਤੱਕ
ਹਾਸੇ ਤੇਰਾ ਹੀ ਪੱਖ ਲੈਂਦੇ ਨੇ

Title: muskurauna zindagi ne || love shayari punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Wo pyaar udar deta hai || sad hindi shayari

Sad hindi shayari ||Sunna tha wo saks sabhi ko pyaar deta hai,
Jis se baat karta hai usse mohabbat udaar deta hai,
us se milne wale sare log karazdar ho gye,
Phele se hi tute hue the hum,
Us se mile toh hum aur barbaad ho gye...
Sunna tha wo saks sabhi ko pyaar deta hai,
Jis se baat karta hai usse mohabbat udaar deta hai,
us se milne wale sare log karazdar ho gye,
Phele se hi tute hue the hum,
Us se mile toh hum aur barbaad ho gye…

Title: Wo pyaar udar deta hai || sad hindi shayari


aapse juda hona || hindi love shayari

Na taro ki mehfil na nadi ka kinara…
aapka dil❣️ ho bas aashiyana hamara…
sab gva kar bhi pa lenge aapko…
par aapse judaa hona nhi h gvaraa  aa🥰

तारों की महफिल न नदी का कनारा
आ स आशियाना हमारा
सबगवा कर भी पा लेंगे आपको
प आप से जुदा होना नही हमे गवारा 🥰

Title: aapse juda hona || hindi love shayari