
na bahuta bolna te naa e bahuti chup
Enjoy Every Movement of life!

Ek dua karta hoon khuda tujhse ki, Mohabbat dur le ja mujhse.💔💔
kahin koi Badnaam Na Ho jaaye in hathon se jo dua Karti hai tujhse..🙏🙏🙏
Lehron se ladne ke hunar se hum bhi wakif the,
Bas ab samandar raas nhi aata…🙃
लहरों से लड़ने के हुनर से हम भी वाकिफ थे,
बस अब समंदर रास नहीं आता…🙃