Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Duniya se pehle khud se lado || hindi shayari
Socha hai to poora hoga
bas shuru khi se karna hoga
tujhe duniya se baad me
pehle khud se ladna hoga💯
सोचा है तो पूरा होगा
बस शुरू कहीं से करना होगा
तुझे दुनिया से बाद में पहले
खुद से लड़ना होगा 💯
Title: Duniya se pehle khud se lado || hindi shayari
Dil jab se toota || sad but true || hindi shayari
Likhti to pehle bhi thi mein
Magar dil jab se toota hai mashoor ho gyi hu ✍️
लिखती तो पहले भी थी मैं,
मगर दिल जब से टूटा है मशहूर हो गई हू✍️

