Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Life shayari
Maaf krde un logo ko jinne tera dil dukhaya hai,
Maaf krde un logo ko jinne tera mann dukhaya hai,
Kya karega un logo se khafa hoke,
Ek din sb raakh ho jana hai.
Title: Life shayari
Intezaar (इंतज़ार) || hindi shayari || two line shayari
Yuhi waqt bewaqt teri raah takte barso beet gye
Fir bhi meri nazro me tere liye intezaar wahi hain… 🥀
यूँहीं वक़्त बेवक़्त तेरी राह तकते बरसों बीत गए
फ़िर भी मेरी नज़रों मे तेरे लिए इंतज़ार वही हैं।। 🥀
