Skip to content

Na kar Na enna pyar || true but sad shayari images || very sad shayari

Je oh shadd gaye adh vichkar
Dila pachtayenga..!!
Na kar Na ena pyar
Dila pachtayenga..!!



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


itana, aasaan hoon ki || bewafa status hindi

itana, aasaan hoon ki har kisee ko samajh aa jaata hoon,
shaayad tumane hee… panne chhod chhod kar padha hai mujhe..

इतना, आसान हूँ कि हर किसी को समझ आ जाता हूँ,
शायद तुमने ही… पन्ने छोड़ छोड़ कर पढ़ा है मुझे..

Title: itana, aasaan hoon ki || bewafa status hindi


Pyaar vyar bekar hai

Chor kar aya parivar aur yaar ko
Reh rha hu akela paane pyaar ko

Fir Pyaar ney bhi muhh mor liya
Humne bhi apna dil torr liya

Ab wapas mur nahe sakte
Aur kisi ke ho nahe sakte

Toh kaise btau dil ka ye haal mai

Yaron karke baitha hu haal apna behal mai

Title: Pyaar vyar bekar hai