Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hakeekat par bhi shak hai
Vo umar achi thi jab jhooth par nhi ykeen hua karta tha varna aaj kal to hakeekat par bhi shak hai 🤷
Dilda hal || Shayari hindi true lines
Thukra k usne mujhse kaha hasdo
maine bhi has diya kyuki sawal unki khushi ka tha
Maine to wo khoya jo mera tha hi nahi
usne wo khoya jo sirf usi ka tha….
