Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Russi hoyi takdeer || sad punjabi shayari
Ishq ch pagal karke gaye oh
Menu russi hoyi meri takdeer mili..!!
Sari raat mein hanjhuyan naal kattda reha
Silli hoyi sirhane ohdi tasveer mili💔..!!
ਇਸ਼ਕ ‘ਚ ਪਾਗਲ ਕਰਕੇ ਗਏ ਉਹ
ਮੈਨੂੰ ਰੁੱਸੀ ਹੋਈ ਮੇਰੀ ਤਕਦੀਰ ਮਿਲੀ..!!
ਸਾਰੀ ਰਾਤ ਮੈਂ ਹੰਝੂਆਂ ਨਾਲ ਕੱਟਦਾ ਰਿਹਾਂ
ਸਿੱਲ੍ਹੀ ਹੋਈ ਸਿਰਹਾਣੇ ਓਹਦੀ ਤਸਵੀਰ ਮਿਲੀ💔..!!
Title: Russi hoyi takdeer || sad punjabi shayari
Bhool gaye tum hume || hindi shayari best
Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi..
Vo jo sawera tere saath tha , pure din Tera ehsaas tha raat me tere hi khwaab the , khwaabo me naya sa jahaan tha
Kuchh baatein thi baaton me sapne the ..sapne me hum or hum me tum
Bhool gaye tum hume bach gaye mehez gam
Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi , vo jo hamara saath tha ek khubsurat sa ehsaas tha haathon me haath tha b
Khair chhodo bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi ……
