Skip to content

NA KE SAB TON || Well Said Punjabi Status

Khus rehan da ik te
sirf ik matr tareeka
umeed mapeyaan ton ja rabb ton rakho
na ke sab ton rakho

ਖੁਸ਼ ਰਹਿਣ ਦਾ ਇਕ ਤੇ
ਸਿਰਫ ਇਕ ਮਾਤਰ ਤਰੀਕਾ
ਉਮੀਦ ਮਾਪਿਆਂ ਤੋਂ ਜਾਂ ਰੱਬ ਤੋਂ ਰੱਖੋ
ਨਾ ਕੇ ਸਬ ਤੋਂ ਰੱਖੋ

Title: NA KE SAB TON || Well Said Punjabi Status

Tags:

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bewafai ka ilzaam || sad hindi shayari

Kismat ye mera imtehaan le rahi hai
Tadap kar yeh mujhe dard de Rahi hai
Dil se kabhi bhi mene use door nhi kiya
Fir kyu bewafai Ka veh ilzaam de Rahi hai

किस्मत यह मेरा इम्तेहान ले रही है
तड़प कर यह मुझे दर्द दे रही है
दिल से कभी भी मैंने उसे दूर नहीं किया
फिर क्यों बेवफाई का वह इलज़ाम दे रही है

Title: Bewafai ka ilzaam || sad hindi shayari


Waqt sikha deta hai kadar karna || hindi shayari

Agar tumhare sath koi rishta nahi rakhna chahta,
To usse door ho jao,
Kyunki waqt khud sikha dega use kadar karna aur tumhe sabar karna..✌️👌

अगर तुम्हारे साथ कोई रिश्ता नही रखना चाहता,
तो उससे दूर हो जाओ,
क्योंकि वक्त खुद सिखा देगा उसे कदर करना, और तुम्हे सब्र करना।✌️👌

Title: Waqt sikha deta hai kadar karna || hindi shayari