Skip to content

heart touching sad shayari har rang ajmaun wala

  • by

heart touching sad shayari || Na khusi koi na dard rulaun wala me apna liya har rang is duniya da mainu jo ajmaun wala

Title: heart touching sad shayari har rang ajmaun wala

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Baat adhoori nhi hoti || hindi shayari

Tujhse batein karke bhi, meri baat poori nhi hoti.
Tujhe yaad kiye bina, meri raat poori nhi hoti
Tujhse roj milkar bhi, meri mulakat poori nhi hoti
Koi khushi meri, paye bina tera hath poori nhi hoti
Jaise khoob baras ke bhi dharti ke liye barsaat poori nhi hoti
Vesa hi tujhe paane ki chahat bhi chahat ke sath poori nhi hoti
Jaanta hu sirf baat karne se baat hatho hath poori nhi hoti
Lekin..
Baton baton mein ko baat karni thi vo keh dete to baat adhoori nhi hoti..

तुझसे बातें करके भी, मेरी बात पूरी नहीं होती..
तुझे याद किए बिना, मेरी रात पूरी नहीं होती..
तुझसे रोज मिलकर भी, मेरी मुलाकात पूरी नहीं होती..
कोई खुशी मेरी, पाए बिना तेरा साथ पूरी नहीं होती..
जैसे खूब बरस के भी धरती के लिए बरसात पूरी नहीं होती..
वैसा ही तुझे पाने की चाहत भी चाहत के साथ पूरी नहीं होती..
जनता हूं सिर्फ बात करने से बात हाथों हाथ पूरी नहीं होती..
लेकिन..
बातों बातों में जो बात कहनी थी वो कह देते तो बात अधूरी नहीं होती..

Title: Baat adhoori nhi hoti || hindi shayari


sacha pyaar woh || 2 lines shayari hindi

Sacha pyaar bhi hota hai
jo dil se hota hai na ki rang se.

Title: sacha pyaar woh || 2 lines shayari hindi