Skip to content

Na khwahish || sad Punjabi shayari || sad status

Na khwahish koi bachi Na jion di tamanna,
Duniya fer vi avein rahegi… jiwe shad ke chlla 💯

ਨਾ ਖੁਆਹਿਸ਼ ਕੋਈ ਬਚੀ ਨਾ ਜਿਉਣ ਦੀ ਤਮੰਨਾ,
ਦੁਨੀਆ ਫਿਰ ਵੀ ਐਵੇਂ ਰਹੇਗੀ… ਜਿਵੇਂ ਛੱਡ ਕੇ ਚੱਲਾ 💯

Title: Na khwahish || sad Punjabi shayari || sad status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Burq tujhe shayari bna diya

Shab-o-roz ki fikr hai ke ab poochon usska main haal kaise
Maine toh bewafayi na ki, toh mujhe hai yeh itna malaal kaise

Kaise chorh doon isse yeh illat nahi ne’mat hai yaar ‘Burq’
Cigarette na hou toh sulgaon bad-maazi ka poshida khayaal kaise

_________________________________

Mujh jaise ko bhi ussne jeena sikha diya
Bohat maghroor tha zameen se laga diya

Mera pathar sifat dil kabhi pighla kahan tha
Mujh jaise sang-dil ko ussne rona sikha diya

Yaar sukhan-vari ab har kisi ke bas mein kahan
Usski bewafayi ne ‘Burq’ tujhe shayar bana diya

_________________________________

Title: Burq tujhe shayari bna diya


Dil da rog || 2 lines extreme love status

Dil da rog dawaa ho jawega
pata ni si oh khuda ho jawega

ਦਿਲ ❤️ ਦਾ ਰੋਗ ਦਵਾ ਹੋ ਜਾਏਗਾ,
ਪਤਾ ਨੀ ਸੀ ਉਹ ਖੁਦਾ ਹੋ ਜਾਏਗਾ

Title: Dil da rog || 2 lines extreme love status