Skip to content

na tasveer hai usakee || Dard alone sad shayari

na tasveer hai usakee jo didaar kiya jaai,
na paas hai vo jo usase pyaar kiya jaai,
ye kaisa dard diya us bedard ne,
na usase kuchh kaha jaai… na usake bin raha jaai..

ना तस्वीर 👩 है उसकी जो दिदार किया जाऐ,
ना पास है वो जो उससे प्यार🥰 किया जाऐ,
ये कैसा दर्द 😌 दिया उस बेदर्द ने,
ना उससे कुछ कहा जाऐ… ना उसके बिन रहा जाऐ.. 😔😔😔

Title: na tasveer hai usakee || Dard alone sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tere chehre ki muskurahat || love Hindi shayari

Tere chehre ki muskurahat hum nahi bhool pate
Ise yaad kar hum bhi hai muskurate 🥰

तेरे चेहरे की मुस्कराहट हम नही भूल पाते
इसे याद कर हम भी है मुस्कुराते🥰

Title: Tere chehre ki muskurahat || love Hindi shayari


Kuch Bhool Gaye Apne…. || 2 lines hindi shayari

Kuch Haar Gayi Taqdeer, Kuch Toot Gaye Sapne,
Kuch Gairon Ne Kiya Barbaad Kuch Bhool Gaye Apne

Title: Kuch Bhool Gaye Apne…. || 2 lines hindi shayari