Enjoy Every Movement of life!
Tu chhd ke gayi hai,
Kitno ki luti sham hai.
Jane kitno ke dil tode hai,
Tera yhi to ek Kaam hai.
Kehti thi kamyab na hoga kabhi;
Mere ishq ka imtihan lete the sabhi.
Arey ek dafa Nazar ghumake dekh meri jaan,
Ab to shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….
–Hiral Singh
Kade kade bahut sataunda e mainu
ik swaal
asin mile hi kyu
jad milna hi nai c
ਕਦੇ ਕਦੇ ਬਹੁਤ ਸਤਾਉਂਦਾ ਏ ਮੈਨੂੰ
ਇਕ ਸਵਾਲ
ਅਸੀਂ ਮਿਲੇ ਹੀ ਕਿਉਂ
ਜਦ ਮਿਲਣਾ ਹੀ ਨਹੀਂ ਸੀ
