Skip to content

Nafrat hai muje us mohobbat se || Hindi sad shayari || two line shayari

Nafrat hai muje us mohobbat se
Jo mohobbat Mene kbi tumse ki thi..!!

नफ़रत है मुझे उस मोहोब्बत से
जो मोहोइब्ब्त मैनें कभी तुमसे की थी..!!

Title: Nafrat hai muje us mohobbat se || Hindi sad shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Motivational 2 lines hindi challange and change

LIFE RULE

Jo Chiz Apko Challange Karti hai

Wahi Chiz Apko Change Krti hai

Title: Motivational 2 lines hindi challange and change


Bhuli bisri yaaden

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.

Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.

Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye

Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye

Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai

Berang zindagi jeene ki kosish hai

Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal

Woh sukoon se bharaa hua kal

Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge

Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.

Title: Bhuli bisri yaaden