Skip to content

Nafrat || sad Hindi shayari || Hindi shayari images

Hindi shayari images. Sad shayari images. Sad but true shayari images. Dard shayari images. Mohobbat shayari images.
Nafrat hai muje us mohobbat se
Jo mohobbat Mene kbi tumse ki thi..!!
Nafrat hai muje us mohobbat se
Jo mohobbat Mene kbi tumse ki thi..!!

Title: Nafrat || sad Hindi shayari || Hindi shayari images

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Wo aati hi hogi || hindi shayari

Tum jaa rahi ho to wo aati hi hogi,
Lekin Jitni bhi buri hogi tumse to kam hi hogi,
Aur tumne beech samandar main doobne ko chodd diya,
Aur wo to meri khatir sahil lekar zamana talaashti hi hogi.

Title: Wo aati hi hogi || hindi shayari


Qalam

Tujhe malum hai me ek Qalam hu,,

Me karta hu Baya gairo ke dil ki,,

Tu shayar hai samajh sakta hai shayad,, 

Ke kya halat huyi hai mere dil ki,,

Me wo likhta hu jo tu dekhta hai,,

Me keh sakta nhi hu apne dil ki,,

He kala khoon bass mere jigar me,,

Tere alfaz dhadkan mere dil ki,, 

✍️Sameer Salmani