Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Teri Zulfo me || hindi love shayari

aankho me kaali shaam hai
khoobsurat hai tu jannat c
chand taare to yuhi badnaam hai
mere paas shabad nahi hai
likhne ko tujhme kuch aisi baat hai
waise to mai tujhe jaanta nahi
par tujhme apna sa ehsaas hai
Mera saya to nahi || two line hindi shayari
Muddton baad darwaze par koi aaya hai
Dar hai, kahi mera hi saya to nahi…🙌
मुद्दतों बाद दरवाज़े पर कोई आया है,
डर है, कहीं मेरा ही साया तो नहीं…🙌
