Enjoy Every Movement of life!
Jazbat nahi bayan hai humara
Alfaaz nahi arzoo hai humari
Chaahat ki wajah diwanagi nahi
Ehsaas ki bina ashiqi nahi
Lihaaz rakhna iss dil ka
Kyunki mohobaat ke bina woh mukamal hi nahi
Aesa koi lmha nhi h jisme tera zikr na ho..
Aesa koi pal nhi h jisme Teri fikr na ho..
Lakh mil jayenge tujhe chahne wale .
Pr humari jesi chaht kahi or na ho ..
Tu khush rhe h teri duniya tujhpe kbhi gamo ka dhoop na ho
