Skip to content

Nakal to kar lega || 2lines shayari attitude

Tu meri nakal to kar lega
lekin barabri kaise karega

तू मेरी नक़ल तो कर लेगा,
लेकिन बराबरी कैसे करेगा..!!

Title: Nakal to kar lega || 2lines shayari attitude

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sochti hogi tum Bhi mujhko || hindi shayari

Sochti hogi tum bhi mujhkon
bas maanti nahi hogi
Tumhain pyaar se pukarnewali
pehli awaaz joh meri thi…🍂

सोचती होगी तुम भी मुझको
बस मानती नहीं होगी
तुम्हें प्यार से पुकारनेवाली
पहली आवाज़ जो मेरी थी…🍂

Title: Sochti hogi tum Bhi mujhko || hindi shayari


Dhoke se shayar || Hindi bewafa shayari

Kiya tum ne adhura pyaar
Me toh nibhana chahta tha
Kayer nahi tha main
Dhoke tere ne shayar bana diya
Main toh shayari se wakif nahi tha

Title: Dhoke se shayar || Hindi bewafa shayari