Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tooti umeed || two line shayari || sad but true
Umeed jinse thi vahi tanha kar gaye
Aaj ke baad kisi se na kahenge ki tu mera hai🙌
उम्मीद जिनसे थी वही तनहा कर गए,
आज के बाद किसी से नही कहेंगे की तू मेरा है।🙌
Title: Tooti umeed || two line shayari || sad but true
mohabbat bhee hotee || So true status hindi
mohabbat bhee hotee hai to zarurat ke pesh-e-nazar,
ab ek nazar mein lut jaane ka zamaana nahin raha…
मोहब्बत भी होती है तो ज़रुरत के पेश-ए-नज़र,
अब एक नज़र में लुट जाने का ज़माना नहीं रहा…
