Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tujh mein khoye rehte hain || love shayari
Aksar gum hote firte the Andheri raat me ,
Ujala krdia jo tum laaye roshni apne sath me,,
Ab toh bs khoye rehte hai tujhme hi ,,,
Najane kaunsi raaz hai tumhari baat me..😶
अक्सर गुम होते फिरते थे अंधेरी रात में
उजाला करदिया जो तुम लाए रोशनी अपने साथ में
अब तो बस खोये रहते हैं तुझमें ही
नज़ारे कौनसी राज़ है तुम्हारी बात में..😶
Title: Tujh mein khoye rehte hain || love shayari
Kaunsa Pyaar || hindi shayari || Mohobat
Jazbat nahi bayan hai humara
Alfaaz nahi arzoo hai humari
Chaahat ki wajah diwanagi nahi
Ehsaas ki bina ashiqi nahi
Lihaaz rakhna iss dil ka
Kyunki mohobaat ke bina woh mukamal hi nahi
