Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Usse pucha..😌💐
Main Nay Ussay Poocha Tha,
Kya Dhoop Main Barish Hoti Hai??
Wo Hanstay Hanstay Ronay Lagi
Aur Dhoop Main Barish Honay Lagi….😌💐
Title: Usse pucha..😌💐
Mohobbat unse kaisi || true love shayari || hindi shayari
Mohobbat unse kesi hai na puchiye janab
Vo samne bhi nahi aate fir bhi deedar ho jata hai..!!
मोहोब्बत उनसे कैसी है ना पूछिए जनाब
वो सामने भी नहीं आते फ़िर भी दीदार हो जाता है..!!




