Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ek din mar jaunga || sad but true Hindi shayari
Har saans lagtaa he… Ke… aakhiri he meri…
Har raat lagtaa he… Ke… Bikhar jaaunga…
Yaaro…
Woh ladki… Bohot gour se sunti he elaan mout ka…
Use pataa he… Ke… Ek din me marrr jaaunga…💯💔
Title: Ek din mar jaunga || sad but true Hindi shayari
Aadatein ashi ho to || aadat shayari
Aadatein acchi ho to badal na q
Zamane bhar se chupna q
Khubsurat ye zindegi ,bass ek baar hi milti hai
Phir kisike daar se isse gawana q
आदतें अच्छी हो तो बदलना क्यूं
ज़माने भर से छुपाना क्यूं
खूबसूरत ये ज़िंदगी , बस एक बार ही मिलती है
फिर किसी के डर से , इसे गवाना क्यूं
