Skip to content

Nazar || love Hindi shayari

Nazar ko nazar 👀ki khabar na lage
Koi ascha bhi is kadar na lage😉
Aapko😇 dekha hai bas us nazar se
Jis nazar 👀se aapko 💕 nazar na lage..

नज़र को नज़र 👀की खबर ना लगे
कोई अच्छा भी इस कदर ना लगे😉 
आपको😇 देखा है बस उस नज़र से
जिस नज़र👀 से आपको💕 नज़र ना लगे।

Title: Nazar || love Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tamasha Aur Bhi Hoga || @ lines sad hindi shayari


Laga Kar Aag Seeney Mein Chale Ho Tum Kahan
Abhi To Raakh Udne Do Tamasha Aur Bhi Hoga!

Title: Tamasha Aur Bhi Hoga || @ lines sad hindi shayari


khushiyaan to kab kee rooth gayee || Sad Hindi Shayari

khushiyaan to kab kee rooth gayee hain kaash kee,
is zindagee ko bhee kisee kee nazar lag jaaye..

खुशियाँ तो कब की रूठ गयी हैं काश की,
इस ज़िन्दगी को भी किसी की नज़र लग जाये..

Title: khushiyaan to kab kee rooth gayee || Sad Hindi Shayari