Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bewafai || sad Hindi shayari || two line shayari
Tum bewafai karo hum fir bhi wafa karenge
Daag do khanjar chahe seene mein hum uff tak na karenge 💯
तुम बेवफाई करो हम फिर भी वफा करेंगे
दाग दो खंजर चाहे सीने मैं हम उफ्फ तक ना करेंगे💯
Title: Bewafai || sad Hindi shayari || two line shayari
Dard❤️🩹 | Or phir maine use kabhi nhi dekha,
Or phir maine use kabhi nhi dekha,
Aakhon mein aansu liye use khush rehne ko likha,
Haan Mere alfaaZ kadak toh the, usne mere kadak alfaaz toh dekha pr unke piche chupe dard ko nhi dekha🥀
