Skip to content

Nazariya

Kaash aap samajh paate 

Ke maslaah mujhme nahi

Balki aapke mujhe dekhneke

Is Nazariye me hai 

Agar aap ise badalde tohh

Shayad mere saath 

Aapko duniya bhi acchi lagne lage.

~sjink


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ik shakhs meri jaan || love hindi shayari

Pehle ik shakhs meri jaat bana
Aur fir poori kayanat bana🥰

पहले इक शख़्स मेरी ज़ात बना
और फिर पूरी काएनात बना🥰

Title: Ik shakhs meri jaan || love hindi shayari


Kamyabi ke safar mei || motivational shayari

Kyun krta hai tu tulna
agar tulna krni hi hai toh 
uss samye ki kar 
jo ek vyakti ne kaam mei lagaya 
aur dusre ne alas mai gavaya

Title: Kamyabi ke safar mei || motivational shayari