Skip to content

Nazra-buriyan-jagg-diyan-sad-but-true-shayari

  • by

Title: Nazra-buriyan-jagg-diyan-sad-but-true-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Duniyaan v had kardi || 2 lines duniyaa shayari

Suni sunai gal sun ke, doojeyaa nu kardi e
sach dassa e duniyaa v had hi kardi e

ਸੁਣੀ-ਸੁਣਾਈ ਗੱਲ ਸੁਣ ਕੇ,ਦੂਜਿਆ ਨੂੰ ਕਰਦੀ ਏ..
ਸੱਚ ਦੱਸਾਂ ਏ ਦੁਨੀਆ ਵੀ ਹੱਦ ਹੀ ਕਰਦੀ ਏ🧡..

Title: Duniyaan v had kardi || 2 lines duniyaa shayari


Yaha Sirf Diljale Rehte Hai || sad shayari

Wo Aate Hai Or Dil Behla Jate Hai

Kuch Kehte Hai Or Chale Jate Hai

Koi Unse Kaho

Diljalo Ki Galiyone Me Yu Baar-2 Na Aaya Kare

Kisi Se Yu Baat Na Kiya Kare

Yaha Har Koi Apno Se Dhokha Khaya Hua Hota Hai

Dil Bas Uski Bewfai Mai Khoya Hota Hai

Yaha Dher Sara Dard Or Akelapan Hota Hai

Kahi Aap Ka Dil Na Lag Jaye Yaha

Isliye Har Baar Kehte Hai, Yaha Mat Aaya Kijiye

Yaha Sirf Diljale Rehte Hai

Title: Yaha Sirf Diljale Rehte Hai || sad shayari