Skip to content

Nazraan ton door || Punjabi attitude shayari image

NAZRAAN TON DOOR || PUNJABI ATTITUDE SHAYARI IMAGE
Naazran kolo rehnde asi
faar balliye
bas bullet hi palle na koi car balliye
asi yaaria li dil ch barood rakh de
te nalagarh to belong kare yaar balliye



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bahut Mahir tha main

Bahut mahir tha main khud aur khud ke rishton ko samhalne mein,

Lekin ek waqt aya jahan na main khud ko samhal paya aur na khud ke rishton ko…

Title: Bahut Mahir tha main


YE ZINDAGI ज़िन्दगी

ये  ज़िन्दगी….

ये ज़िन्दगी बहुत ही अज़ीब है यारो

कोई मौत से डरता है…तो कोई जीते जी मरता है

हर किसी को ज़िन्दगी से मोहोब्बत होती है

और जीवन खोने से हर किसी का दिल डरता है

किसी को हँसाती और किसी को रुलाती है ये ज़िन्दगी

और दिल रो रो कर यूँ ही आहें भरता है

किसी का शोंक बन जाती है…और कोई गले लगाना चाहता है इसे..

लेकिन “रूप” नफ़रत तो उसे हो जाती है इस ज़िन्दगी से

जो मोहोब्बत किसी से बेशूमार करता है….

 

Ye zindagi bhut hi azib hai yaaro

Koi maut se drta hai..to koi jite ji mrta hai

Har kisiko zindagi se mohobbat hoti hai

Or jivan khone se har kisi ka dil drta hai

Kisi ko hsaati or kisi ko rulati hai j zindagi

Or dil ro ro kr yun hi aanhein bharta hai

Kisi ka shonk bn jati hai…or koi gle lgana chahta hai ise…

Lekin “Rup” nfrt to use ho jati hai is zindagi se

Jo mohobbat kisi se beshumar krta hai…

 

Title: YE ZINDAGI ज़िन्दगी