Enjoy Every Movement of life!
Tumse mohabbat ki hoti toh Shayad tumhe bhula bhi dete
Humne ibadat ki hai teri marte dam Tak sajda krenge…🥰😇
तुमसे मोहोब्बत की होती तो शायद तुम्हे भुला भी देते
हमने इबादत की है तेरी मरते दम तक सजदा करेंगे…🥰😇
Aksar Hum Apni Raat Yun Barbaad Karte Hain
Baith Ke Kisi Kone Me Unko Yaad Karte Hain
Unke Wapis Aane Ki Ummid Toh Chhod Di Kab Ki
Phir Bhi Na Jane Kyu Hum Apna Waqt Barbaad Karte Hain
